All Mobile FRP Unlock Bypass Full Guide

FRP Unlock Remove Bypass Google Account Of Any Mobile Full Guide.FRP BYPASS APK 2023



. FRP Ka Full Form :- Factory Reset Protection.

. FRP Kab Lagta Hai.

FRP Kab Lagta Hai :- Jab Hum Apne Android Mobile Phone KoFactory Reset Karte Hai. Tab Mobile Par FRP Lagta Hai.

Android Mobile Phone Par FRP Ki Shuruaat  Kab Se Huyi.

No FRP Android Mobile Phone Versions.

. 2.3.0  Zombie Art By Jack Larson.

. 4.1.0  Ice Cream Sandwich.

. 4.2.0  Jelly Bean.

. 4.3.0  KitKat.

FRP Start Android Mobile Phone Versions.

. 5.1.0  Lollipop, 

6.0.0  Marshmallow, 

7.0.0   Nougat, 

8.0.0   Oreo,  

9.0.0   Pie,  

Android 10 Quince Tart , 

Android 11 Red Velvet Cake.

Andorid 12 Snow Cone, 

Android 13 Tiramisu, 

Android 14 Upside Down Cake,

Mobile par FRP Laga Hai Pata Kaise Chalega.

Jab Hum Apne Mobile Ko Factory Reset Karte Hai. To Mobile 
Chalu Hone Ke Baad App Ka Mobile Pehle Wifi Connect Karne 
KO Kahega. Uske Baad Aisa Likha Hua Aayega.

Verifying Your Account This Device was Reset. To Contine Sing In With A Google Account That Was Previously Synced This Device.

mobile FRP Unlock Bypass

Verifying Your Account

FRP Remove Karne Ka Tariqa.

Downgrade, OTG, SideSync, Calling Method, Keyboard Method,Flash With Combination File, Flash With Userdata.tar File,Revome FRP With Tool or Box.

 1. Downgrade

 Downgrade ka Matlab ke Agar Aapke Phone Ka Version Lollipop Hai. To Usme FRP Lock Lag Gaya Hai. To Aap Usme Kitkat Version Se Phone Ko Flash Karenge To Aap Ke Phone Ka FRP Nikal Jaayega. 

 2. OTG  

App Ko Ek Bypass Karane Wala App -(Bypass-App or MSN-FRP-Bypass-App or Quick-Shortcut-Marker-Apk) Ko Pen Drive Me Copy Karna Hai.

 Aur Us Pen Drive Ko OTG Cable Mein Laga Kar Mobile ke Charging Connector Pe Laga De.To AapKe Mobile Me Ek Window Open Ho Jayegi. 

Yani File Manager Khul Jayega. Ab File Manager Me Pen Drive Ka Naam Nazar Aayega.Aap Pen Drive Pe Jaakar Us App Ko Install Kardo.Fir Aap Ko Google Account Manager Me New Id Bana Sakte Hai.To Aap Ke Mobile Ka FRP Nikal Jayega.


mobile FRP Unlock Bypass

Mobile FRP Unlok Bypass


  3SideSync

 Aap Ko Samsung Mobile Ke Liye Ek Software Aata Hai. Jise Hum SideSync Kehte Hai. Is Software Ko Aap Apane Laptop Me Intall Karle. Fir Double Click Karke SideSync Software Open Karle. 

Fir Bas SideSync Ko Open Rehne Dijiye Usme Round Circle Ghumte Rahega.Ab Aap Mobile Ko USB Se Connect Karle.Connect Karne Par Aapke Mobile Me Windows Khulega.

Fir Windows Par Internet Pe Click Karle. Search Bar Me Jaakar Aapko Wo Link Type Karna Hai. Jisme Aapne Us App Bypass Apk Or MSN FRP Bypass.Apk Quick Shortcut Marker.Apk Ko Upload Kiya Hoga. Us App Ko Download Kara Aur Install Kare.Aage Ka Process Same Hai.SideSync Download.


mobile FRP Unlock Bypass

Mobile FRP Unlock Bypass


 4.Calling Method

Aap Ko Phone Par SIM Card Lgana Hai.Fir Aapko Apne Laptop Me Samsung FRP Helper-0.2 Ko Install Karna Hai. Uske Baad Aapko In Software Ko Aapne Laptop Par Install Kar Open Karle.

Usme Aapko Pehle Port Select Karna Hoga. Fir Boudrate Set Kijiye Uske Baad Dial Pe Click Kare. Dial Pe Click karne Par Aap ke Mobile Me Call Lagegi. Fir Us Message Pe Click Kare.Click Karne Pe Aapke Message Box Khulega Usme Google.com Likhe Aur Send Kare. Message Failed Batayega Ab Aap Us Google.com par Click kare.

Click karne Par Aapka Google Internet Khul Jayega.Usme Aap Us app  Bypass.apk.msa FRP Bypass.apk or Quick Shoricut maker.apk Download Kar Lijiye Aur Install Kare. Aage Ka Process Same Hai.Samsung FRP Helper-V02 Download.


Samsung FRP Helper-0.2

Samsung FRP Helper-0.2

 5. Keyboard Method

Method 1:- Me Aap Ko Apne Phone Ko Wifi Se Connect Kar Internet Chalu Rakhna Hai. Wifi Wali Screen Me Aapko Add Network Dikhega Usme Click Karna Hai.Usme Koi Bhi Naam Daal Kar Us Naam Par Press Karke Rakhe Two seconds Tak AapKo G Assist Ka Option Nazar Aayega.

Uspar Click Karne Par Google Open Hoga Usme Type Kare Internet Open Karne Ke Baad Usme Aap Wo Link Type Kare.  Msa FRP Bypass.Apk - Quick Shortcut Maker.Apk- Download Kar Lijiye Aur Install Kare. Aage Ka Process Same Hai.

Method 2:- Aap Ko Apne Phone Ko Wifi Se Connect Kar Internet Chalu Rakhna Hai. Verifying Your Account Wali Screen Me Aapko @ Dikhega Usme Click Karna Hai Two Seconds Tak.

Aap Jaise Hi @ Pe Click Karoge Aapko Setting Ka Symbol Nazar Aayega Usme Input Option Me Google Keyboard Setting Karna Hai.Google Keyboard Settings Me Aapko 3 Dot Nazar Aayega Uspar Click Karna Hai.Click Karne Par Aapko Help& Feedback Par Click Karna Hai.

Waha Par Kisi Bhi Ek Word Par Click Karna Hai Blue Hone Tak . Jaise He Blue Ho Jaye Uspar Click Karna Hai.Ab Google Khulrga To Google Search Me Aapko Settings Likhna Hai. Settings Ko Open Kare Aur Factory Reset Karde.

Factory Reset

Factory Reset

6. Phone Flashing Combination File FRP Unlock.

Aapko Internet Se Combination File Download Karan Hai Aur Us Comdination File Ko ODIN  (AP) Ya Z3X CRACK  (PDA) Me Flash Karna Hong. Uske Baad Unlock Me Jakar Reset FRP Kar Dena Hoga. To Mobile Ka FRP Remove Ho Jayega.

7. Flash With Userdata.tar File.

Flash With Userdata.tar File Ka Matlab Aapko Phone Model Number Ke Hisaab Se Google Se Userdata.tar File Download Kijiye. Aur Usko ODIN TOOL Ya Z3X BOX CRACK  Se Flash Karna Hoga. To Aap Ke Mobile Ka FRP Remove Ho Jayega.


 8. Remove FRP With Tool Or Box.

Aap Ko Simple Sa Jitne Bhi Box Aate Hai Ya Crack Hai Usme Reset FRP Kar Sakte Hai Direct. Bina Combination File Download Kiye.Jise Ke MIRACLE BOX  Ya MIRACLE BOX CRACK  Ya Z3X BOX Ya Z3X BOX CRACK Me Reset FRP Pe Click Karke Star Button De Dena Hai.

UMT  Me Aap Easily  Samsung, Redmi, LYF All China Mobile Ka FRP Remove Kar Sakte Hai.
Isi Tarah Se Tools Aate Hai Usme Bhi FRP Ko Remove Kar Sakte Ho. GSM FLASHER FRP TOOL PRO.


FRP Bypass Apk

Download:-Android Utility v118. No SCARD Edition

Download: AndroidUtility.v113.00.1464 

Download:- Samsung_Qualcomm_Mediatek_SPD,_ADB_USB_Driver

Join WhatsApp Group

Join Us on Telegram (Shri_Telecom)Click Here:-https://t.me/Shri_Telecom

Join Us on Facebook Page (Shri Telecom)Click Here:-https://www.facebook.com/ShriTelecom/

Subscribe Now Us on YouTube (Shri Telecom)Click Here:-https://bit.ly/3








Previous
Next Post »