mobile flashing ke liye kya zaroori hai

Mobile ko software karne ke liye kya hamein chahiye.Smart mobile phone Repair स्मार्ट फ़ोन रिपेयरिंग क्या होती है



mobile flashing ke liye laptop ya computer ka hona jaroori hai.



www.shritelecommobilerepairing.com

aur internet ka gyan hona chahiye laptop main windows 7 ya windows 10  32bit Ya 64bit ka hona chahiya.software ke liye windows 7 32bit sabse best hat.




mobile ko laptop se flashing karne ke liye original usb chahiye.

www.shritelecommobilerepairing.com

internet mein mobile ki flash file model ke hisad se internet se download kare.





www.shritelecommobilerepairing.com

 mobile ke CPU ke hisab se USB Driver internet se download karle aur laptop par install karde. Aur mobile ko flashing karne ke liye flash tool internet se download kare. mobile ko new flash file upload karne ke liye flash tool chahiye ya Miracle Box etc. 






SP Flash Tool



  


phir mobile flash tool ko run kar de us tool par flash file upload kare phir flash ya download dutton daba de.uske baad mobile ke boot key daba kar USB laptop se connect kare de. to aap ka mobile flash ho jayega.















Previous
Next Post »